Guru Shishya is the oldest and unique tradition in Hindu religion. Guru is considered as mediator between God which is the supreme power and the man as shishya. Guru guides shishya to follow the path of mokcha which is achievement true happiness i.e., realizing supreme conscious of mindful energy.
The lord Shiva is a guru of all the gurus.
ReplyDeleteAll the guru made a guru, they are result of the kindness of lord shiva.
namaste mujhe ek baar sapne mein shivji ne lalita kehke bulayatha .aur doodh se abhisekh karne keliye kaha shivji bahut bhuke aur kamjor dikhrahe the. aur unke aur mere sar judhkar ek bangaye iska matlab kya hai .please reply karen mujhe shivji ke sapne bahut aaten hain. reenupujari143@gmail.com.
ReplyDeletenamaste mujhe shivji sapne mein shiwotwo dete hain puja karwate hain har saaman peele colour ke hote hain jahan shivling aur naag bhi babut hote hain. shiwotwo bhi kya hai nahin pata.
ReplyDeletenamaste ek baar sapne mein gehri nadi mein behrahi hoti hoon main help keliye shivji ko bulati hoon aachanak kahin se bada kaala naag aati hai aur bridge banjaate hain aur unke sarir main rakhkar lejatehain sab jagah par shivling hi shivling hoti hai naag phir mujhe shivji ke mandir pe chhodh jaata hai.
ReplyDeletenamaste mujhe sapne mein dev devi dikhai de toh bahut darr lagtahai woh hamesha murti me se bahar aakar mujhe kuch kehna chahate hain sapne mein darr darr ke puja karrahi hoti hoon.ek baar sapne me mein narayan aur mata laxmi ki puja karrahi hoti hoon.laxmiji ne mujhe tum hi shakti ho tumhi devi ho kehte hain aur main bahut darr jaati hun.
ReplyDeletenamaste main chamunda (durga)ki mandir main ek mahine keliye rehnatha hamara pujari society ka rotation hotahai.tabhi main uss mandir main ek brahman se apne sapno ke baare main keh rahithi tabhi ek insan mandir me puja karne keliye aata hai aur mujhe hi maa sabse shaktisali namaskar karke chalajaata hai. yeh dekhkar sab achambit hone lage. maine uss insan ko pehle kabhi nahin dekha naahi usske baad kabhi dekha. yeh sunkar brahman bhi achambit huwa. aesa kyun huwa mujhe nahin pata. agar kisi ko pata hai to reply karen.reenupujari143@gmail.com
ReplyDeletenamaste bachpan me log kehte hain ke mere haath me trisul hai.jab main choti thi toh main hamesa nadi main jakar nadi ki miti se shivling banakar puja karti thi jab ki mujhe nahin pata main kis bhagwan ki murat banarahithi.8, 9 saal ki umr main mujhme ek safed naag bhi uparse girkar mere upar lagahai woh bahut hi thanda tha. woh naag bahut shaktisali hai aur purwajoke time se hi hum puja karte hain.pehle purwoj kehte the ki woh insan ki roop me aate hain ghar me hi rehtahai.
ReplyDeletenamaste jab me sotesote achanak aankh khulti hai toh main achambit karne waale drisya dekhti hoon kabhi waall pe badibadi trikoni yantra bantihai kabhi om banti hai aesa lagta hai ke jaise mujhe koi dekhrahaho.sapne me aakask me uddhti rehti hoon.mandir me ek insan ne mujhe kahaki mujhe ek guruki aawasyakta hai lekin mujhe nahin pataa main guru kahase paungi.main raste me jarahithi yehi baate sochkar maine dekha ki ek gaadi me likha huwa tha ki shiv hi sansar ke sabse bade guru hain yeh dekhkar laga ki mujhe iska jawab swoyam shivji ne hi diya hai. insani guru toh nahin par me shivjiko hi guru banana chahati hoon.
ReplyDeletenamaste mujhe sapne me koi maarna chahatatha insan nahin koi nahin dikhai deta bas badi badi concreate pipe mere piche padte hain me bhaagti rehti hoon phir maine ek jagah bethkar kaha achha tum mujhe maarna chahate ho ab me nahin bhaagu gi.main shivji ko madad karne keliye pukartihun toh ek kaale rang he bhagwan apne gadde se ussko chaknachoor kardetehain.maine unhe dardar ke dekha toh woh sampurna kaale rang ke the. kya kaale rang ke bhi shiv ji hain.
ReplyDeletenamaste mujhe shivji bahut aache lagte hain.me bolbam ek baar gayi hoon.jab me puja karnekeliye saaf karrahithi tabhi mujhe darwaje pe ek rudraksh mila.par
ReplyDeletemene nahin liya baad mene maa se kaha toh maa ne mujhe gussa hoke kaha kyun nahin liya shivji tumhe ashirwad ke roop me denekeliye laaye honge. baad mene phir ussih jagah dekha toh nahin mili.mujhe ishi baat ka afsos rehtihai ke maine rudraksh ko kyun nahin liya.raat me bhi sone ke baad aakh khultihai toh me dekhti hoon rudraksh jaisi golgol meri blanket me chalkar aati hai. me uthkar blanket ko taktakati hoon toh kuch nahin milta.kya rudraksh apneaap chalsakti hai. please reply.
namaste freinds jo bhi yeh padhe yeh sab sach hai.bhagwan se jhoot bolke koi bhi nahin bachsakta.raat ke sirf 6 ya7 baje honge me tv dekhrahi thi. wall me ek light aarahithi. wahanpe ushi light me kuch gol gol ghumraha tha.meri nazar wohin gayi maine dekha toh wahan pe 3ya 4 Om idhar se udhar udhar se idhar ghum rahi thi.mujhe toh kuch nahin samaj aaya kya karu kya nahin. main toh sirf achambit hoke dekhti rahin.uss jagah pe karib 3ya4 minute tak toh ghumtirahi. meri zindagi ka sabse bada sach jo maine aapne aakho se dikha.om ko bholenath bhi kehte hain. kya bholenath mujhe darsan dene aayethe.
ReplyDelete